Mahboob E Subhaani Hazrat Isa Alaihis Salam Ki Nazar Meiñ



Mahboob E Subhaani Hazrat Isa Alaihis Salam Ki Nazar Meiñ:

Ek 'Isaayi Jis Ka Naam Sunaan Tha, Us Ne Mahboob E Subhaani Qutbe Yazdaani Shaykh Abdul Qadir Jilani Rehmatullah alaih Ki Majlis Mubarak Meiñ Hazir Huwa Aur Ijtemaa' Meiñ Khade Hokar Kaha Ke Huzur Meiñ Yamen Ka Rehne Wala Huñ, Mere Dil Meiñ Ye Baat Paida Huwi Ke Meiñ Daayra E Islaam Meiñ

Ghause Paak Ki Majlis Meiñ Ambiya Aur Awliya Ki Tashreef-aawri


Hazrat Shaykh Abdul Haq Muhaddis Dahelvi Rehmatullah Alaih Ne Farmaya Ke Mahboob E Subhaani Qutbe Yazdaani Rehmatullah Alaih Ki Majlis Mubarak Meiñ Kul Awliyaa E Rehmaan, Ambiya E Kiraam Jismaani Hayaat Ke Sath Aur Arwaah Ke Sath

70 Hazaar Ka Majma'


70 Hazaar Ka Majma'

Hazrat Shaykh Naam E Naami Ism E Girami Abdullah Al-Jabai Rehmatullah Alaih Ne Farmaya Ke Mujhe Mahboob E Subhani, Qutbe Yazdani Hazrat Shaykh Abdul Qadir Jilaani Rehmatullah Alaih Ne Bataya Ke Ibteda Meiñ Mere Paas 2-3 Aadmi Baitha Karte The.

Shaan e Huzur Ghaus e Paak



Ghaus E Paak RadiAllahu Ta'la Anhu Ki Wiladat Ka Ek 'Ajooba Karishma:-

Aap Ki Waalda Mohtarma Farmati Haiñ Ke:
"Jab Mera Farzañd E Arjumañd Abdul Qadir Paida Huwa To Ramzan Ul Mubarak Ki Pehli Taareekh Thi. Mausam Abr Aalooda Hone Ki Wajah Se Logoñ Ko

MUSTAFA JAAN-E-RAHMAT PE LAAKHON SALAAM



MUSTAFA JAAN-E-RAHMAT PE LAAKHON SALAAM


1.Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhoñ Salaam;
Sham’-e-Bazm-e-Hidaayat Pe Laakhoñ Salaam.

[☆Mustafa:Chuna Huwa, Afzal Wa A'la,Muntakhib Wa Bargazeeda;☆Jaan E Rehmat: Rehmat Ki Jaan,Karam Ki Rooh;☆Sham'e:Chiraagh, Mom Batti;☆Bazme Hidayat:Rehnumaayi Ki Majlis(Nabiyon Ki Jama't, Alaihimussalam).]

TASHREEH:
Aye Allah Ta'la Ke Bargazeeda,Chune Huwe Aur Afzal O A'la Rasool Aur Rehmat Wa Imaan Ki Jaan Pyare Nabiﷺ! Aap Par Laakhon Salaam Ho(n). Aur Aye Girohe E Ambiyaae Kiraam Alaihimussalam Ki Mehfil Ki Raushni Wa Shama' Aap Par Laakhoñ Salam Ho.
اللھم صل علی محمد وعلی آلہ وسلم ﷺ