Hazrat Khwaja Fareeduddin Mas'ood Ganje Shakar



Shaikh E Shuyookh Al-Aalam Hazrat Khwaja Fareeduddin Mas'ood Ganje Shakar Rehmatullah Ta'la alaih

Waalide maajid ka isme girami shaikh Jamaluddin 575H meiñ Khotwaal muzaafaate Multaan meiñ paida huwe. Aap ka silsila E nasab Ameer ul momineen Hazrat Faarooqe Aazam se milta hai. Aap ke daada Qazi Shoaib apne watan Kabul ko chhod kar Lahore tashreef laaye. Delhi meiñ baadshaah ko khabar hui to usne mansab pesh kiya, magar Aap ne manzoor na farmaya aur Multan sharif le gaye. Uloome zaahiri ki
takmeel Aap ne Multan meiñ Qazi Minhaajuddin ki masjid meiñ farmayi aur waheiñ Qutubul aqtaab Hazrat Khwaja Qutbuddin Bakhtyar Kaaki ki bai'at ki. Aap ke Dada peer Khwaja E Khwajgaan Hazrat Khwaja Moinuddin Chishti ne bhi Aap ki bohot ta'areef ki hai. Ek martaba Qutubul aqtaab Hazrat khwaja Qutbuddin Bakhtyar kaaki se farmaya ke Qutbuddin, tum ne ek bade Shahbaaz ko muqayyad kiya hai.
Aap ka wisaal 5 Muharram ul Haraam ko Pakpattan Sharif meiñ hua. Us waqt umr mubarak 95 saal thi.

[~Dalailul Khairaat Sharif]





• Do not satisfy the demands of the physical self, for the more you satisfy it, the more it demands.

Do not eat everybody's bread, but give bread to people (freely).

• Do not forget death at any place.

Whenever an evil befalls you, consider it a punishment of your sins.

Do not make your heart a plaything of the devil.

• Keep your internal self better than the external self.


• Consider good health a blessing.

While doing good to others, think that you are doing good to yourself.

Show generosity to the righteous man.

If you want ease and comfort, do not be jealous.

• Work in a way that may get (eternal) life after death.


[Fawaid-ul-Fuad, The Life and Times of Shaikh Farid-u'd-din Ganj-i-Shakar, 101 Great Mystics of Islam - Muhammad Riaz Qadiri]

No comments:

Post a Comment