Post:4

Fazail_e_Mah_e_Shaban

 📗Hadees Sharif:
” Hazrat Aisha رضي الله عنها farmate hai ki Rasulallah صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ ko tamaam mahino mein Shabaan ke roze zyada pasand the. Phir usse Ramadan se mila diya karte.” [ ● Sunan Abu Dawood, Kitab ul Siyaam, jild 2, pg 253]

📗Hadees Sharif:




” Hazrat Aisha رضي الله عنها riwayat karte hai ki Rasulallah صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ pure shabaan mein roze rakhte. Aap ne pucha: Yaa Rasulallah! صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ Saare mahino se zyada Aap ko Shabaan itna kyu pasand hai? Huzoor صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ ne farmaya Is mahine har woh shaks jo marne wala hai ( Aane wale Shabaan se pehle) woh likh diya jata hai aur Mein ye pasand karta hu ki jab meri azl aaye to mein roze ki haalat mein rahu.” [ ● Musnad Abu Ya’ala, jild 8, pg 311]

#Post4 #Fazail_e_Mah_e_Shaban #Gulaam_e_Raza
#Azhari_Mission #azharimission

Part:1,2,3 Are available On Our Blog

Our Networks:

Blogspot:
http://Www.FaizaneBarely.Blogspot.Com

Youtube:
http://www.youtube.com/c/AZHARIMISSION​

No comments:

Post a Comment