Post:3

Fazail_e_Mah_e_Shaban


 📗Hadees Sharif: “Hazrat Anas رضي الله تعالى عنه . se riwayat hai ki Huzoor صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ se pucha gaya ki Ramadan ul Mubarak ke baad kis Mahine mein Roze Afzal hai? Aap صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ ne farmaya:
Tazeem e Ramadan ke liye Shabaan ke Roze rakhna (afzal hai). Pucha gaya ki kaun sa sadqa afzal hai? Aap ne farmaya: Ramadan mein sadqa dena (afzal hai).” [ ● Sunan Tirmizi , Kitab ul Zakat;
● Baihiqi – Sunan e Kubra, jild 4, pg 305;
● Baihiqi – Shobul Iman, jild 3, pg 377;
● Munzari – Targeeb wal Tarheeb, jild 2, pg 72;
● Manawi – Faiz ul Qadeer, jild 2, pg 43 ]

#Post3 #Fazail_e_Mah_e_Shaban#Gulaam_e_Raza
#Azhari_Mission #azharimission

No comments:

Post a Comment