Isaale Sawab:
Post:5
Hadees Sharif No: 3
Hazrat Abu Hurairah Radiallahu Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya :
Jab Insan Mar Jaata Hai To Us Ke Aamaal Ka Silsila Khatm Ho Jaata
Hai Siwaye Teen Cheezon Ke (Unka Ajr Use Barabar Milta Rahta Hai) Ek Woh Saqda Jiska Nafa Jaari Rahe,
Dusra Woh Ilm Jisse Faayda Uthaaya
Jaaye, Teesra Woh Nek Awlaad Jo Us Ke Liye Duaa Kare.
(Sahi Muslim Volume : 03, Kitab No 25 - Kitabul Wasaya, Page : 1255, Hadees : 1631)
(Sunan Abu Dawood, Volume : 03, Kitab No 18 -Kitab Al Wasaya, Page : 117, Hadees : 2880)
(Imam Bukhari ne Al Adab Ul Mufrad, Volume : 01, Page : 28, Baab No 19 - Barril Walidain Baadl Mautameen, Hadees : 38)
Hadees Sharif No: 4
“Hazrat Abu Hurrairah Radiallahu Anhu Riwayat Karte Hain Ki Huzoor Nabi-E-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Khidmat Me Ek Shakhs Ne Arz Kiya :
Ya Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam !
Mera Baap Faut Ho Gaya Hai Aur Us Ne Maal Chhoda Hai Aur Waseeyat Bhi Nahi Ki Agar Mein Uske Taraf Se Sadqa Karoo’n To Kya Yah (Sadqa) Us Ke Gunaahon Ka Qaffara Ho Jaayega?
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya : Haa’n.
(Sahi Muslim Volume : 03, Page : 1254, Kitab No 25 - Al Wasayiat, Baab No 02 - Sadakat Ke Sawab Ka Shudagan Tak Pahuchna, Hadees: 1630)
(Sunan Nasai, Volume : 06, Page : 251, Kitab 30, Kitabul Wasaya, Baab No 02, Shudagan Ke Badle Sadkat Karne Ke Fazail, Hadees : 3625)
(Sunan Ibn Majah, Volume : 02, Page : 206, Kitab No 22 - Kitab Al Wasaya, Hadees : 2716)
To Be Continued.....

No comments:
Post a Comment