🌹Hadees Sharif🌹

عَن اَبِی ھُرَیرَۃَ قَالَ قَالَ رَّسُولُ اللّٰهِ صَلی اَللّٰهُ تَعَالیٰ عَلَیهِ وَسَلَّم بَادِرُو بِالاَعمَالِ فِتَنَ کَقِطَعِ اللَّیلِ المُظلِمِ یُصبِحُ الرَّجُلُ مُؤمِنًا وَ یُمسِی مُؤمِنًا وَّ یُصبِحُ کَافِرًا یَبِیعُ دِینَهُ بِعَرَضِِ مِنَ الدُّنیَا۔ (رواہ مسلم)
Huzur Saadiq O Masdooq (SalALLAHU Ta'ala Alaihi Wasallam) Ne Farmaya
K Un Fitano(n) Se Pehle Aamaal Karlo Jo Andheri Raat Ke Hisas Ki Tarah Honge K Insaan Subah Karega Haalat E Imaan Mein Aur Shaam Haalat E Kufr Mein Karega, Isi Tarah Shaam Ko Momin Aur Subah Ko Kaafir Hoga Dunyawi Samaan Ke Badle Deen Farokht Kar Dega.

[Mishkaat Shareef, Kitaabul Fitan, Pg:462]

No comments:

Post a Comment