🌹Hadees Sharif🌹
عن على قال قال رسول الله صلى الله تعالى عليه وسلم فيك مثل من عيسى ابغضته اليهود حتى بهوتوا امه و احبته النصارى حتى انزلوه بالمنزلة التى ليست له ثم قال يهلك فى رجلان محب مفرط يقرظنى بما ليس فى و يبغض يحمله شنانى على ان يبهتنى-
رواه احمد
Hazrat Ali (Radi ALLAHU Ta'ala Anhu) Se Rivayat Hai K Rasool ALLAH (SalALLAHU Ta'ala Alaihi Wasallam) Ne (Mujhse) Farmaya K
Tum Mein Hazrat Easa (Alaihis Salaam) Ki Misaal Hai Jin Se Yahood Ne Bughz Rakha Hat'ta K Unki Maa (Hazrat Maryam) Ko Tohmat Lagayi Aur Unse Easaiyon Ne Muhabbat Ki Hat'ta K Unhein Us Darje Mein Pahuncha Diya Jo Unka Na Tha,
Phir (Maula Ali Ne) Farmaya Mere Baare Mein Do Qism Ke Log Halaak Honge Muhabbat Mein Ifraat Karne Wale Mujhe Un Sifaat Se Badhayenge Jo Mujh Mein Nahin Hain Aur Bughz Karne Wale Jinka Bughz Is Par Ubhaarega K Mujhe Bohtaan Lagayenge.
{Mishkaat Shareef, Pg: 565}

No comments:
Post a Comment