*Post No:1*
*_Ilm e Ghaib e Mustafa Sallalahu Tala Alaihi Wa Sallam_*
_Ghaib Ke Maine(Meaning)_
*Ghaib Wo Chupi Hui Cheez Hai Jisko Insaan Na To Aankh, Kaan,Naak Wagera, Ya Kisi Hawaas Se Mehsoos Kar Sake Aur Na Bina Daleel Aqal Me Asake.*
Example:
*Khanon Ki Lazzat(Taste)Aur Inki Khushboo Wagera Hamare Liye Ghaib Nhi Q Ke Yeh Aanhk Se Chupe Hone Ke Bawajood Dusre Hawaas(Naak,Zaban)Se Mehsoos Ki Ja Sakti hai,Ab Ghaib Kya Hoga...?
_Jinnat,Malaika(Farishte),Aur Jannat Aur Dozhak Wagera Hamare Liye Ghaib Hai......_
_Q Ki Yeh Na Hawaas Se Maloom Ho Sakte hai Aur Na Hi Bina Daleel E Aqal Se_
*Ab Ghaib Hote Hai 2 Tarah Ke*
_1)Woh Ghaib Jispar Koi Daleel Qaim Ho Sake Yani Daleel Se Maloom Ho Sake_
*_Example: Jaise Jannat Aur Dozahk,Allah Tala Ki Zaat O Siffaat....In Baton Ka Andaza Dunyavi Cheezen Dehk Kar Aur Qurani Ayaten Dehk Kar Pata Chalta Hai...._*
_2)Dusra Ghaib Wo Jisko Kisi Daleel Se Bhi Maloom Na Kiya Ja Sake_
*_Example:Qayamat Ka Ilm,Ke Kab Hogi...?, Insaan Kab Marega?,Aurat Ke Pait Me Ladka Hai Ya Ladki ..?,Bad Bahkt (Buri)Aulad Hai Ya Bahkt(Nek,Acchi)Aulad Hai,Ye Wo Baaten Hai Jinko Daleel Se Bhi Maloom Nhi Kiya Ja Sakta hai_*
~To Be Continued ~
*Insha Allah agli Post Me Hum Quran e Kareem Ki Ayato Ki Tafseer Se Is Dusre Ghaib Ke Bare Me Tafseel Se Pata Karenge*
Book:Ilm E Gaib
_Allah Azzawajjal Ki Bargah Me Dua Hai Lihkne Me Koi Galti Hui Ho Kaisi Bhi Use Maaf Farmaye Hume Deeni Khidmat Pesh Karne Ki Taufeeq Ata Farmaye_
Share By~~~
_AZHARI MISSION TEAM_

Join Our Whatsap Group
~~~~~Azhari Mission~~~~
Atiq Husain Khan Qadri Chisty
Number: +966 50 797 6248
Mubasshir Qadri Razvi Noori
Number: +91 9167076626
~~~~~Azhari Mission~~~~
Atiq Husain Khan Qadri Chisty
Number: +966 50 797 6248
Mubasshir Qadri Razvi Noori
Number: +91 9167076626
No comments:
Post a Comment