🌹''Paighaam E Noori"🌹
Kaash Musalman Ab Bhi Aankhein Kholein, Aakhir Yeh Khumaar Kab Tak, Yeh Ghaflat Ta Bake (kahan tak),
Ek din Aane Wala Hai K Saara Nasha Hiran Ho Jayega, Phir Kuchh Banaye Na Ban Padega,
LILLAH~LILLAH Aankhein Kholo, Achche Bure, Khare Khote Ki Tameez Paida Karo, Bas ALLAH Wa Rasool (Jalla Jalaaluhu wa SalALLAHU Ta'ala Alaihi Wasallam) Se Waasta Rakho, Isi Ka Naam Islam Hai aur Musalmaan Ka Yehi Kaam Hai,
Jo Tumhein ALLAH wa Rasool Ke Ahkaam Pahunchaye Woh Maano aur Use Apna Khair Khwaah aur Sachcha Dost Jaano aur Jo Ahkaam E ILAAHIYAH wa Awaamir E Nabviyah Se Munh Phere aur Tumhein Uski Taraf Bulaye to Uske Peechhe Mat Lago Use Jahannam Jaane do aur Apna Haqeeqi Dushman Jaano,
Yahi Hai Woh Jo Qur'an E Azeem Mein Irshad Hua,
وَ اِمَّ یُنسِیَنَّکَ الشَییطٰنُ فَلَا تَقعُد بَعدَ الذِکریٰ مَع القَومِ الظٰلِمِینَ
Aur Agar Tujhe Shaitan Bhula De To Yaad Aaye Par Zaalimon Ke Paas Na Baith,
Yahi Hai Woh Jo Hadees E Kareem Ne Farmaya,
لَا تُجَالِسُوھُم وَ لَا تُؤاکِلُوھُم وَ لَا تُشَارِبُوھُم وَ لَا تُنَاکِحُوھُم وَ اِذَا مَرِضُوا فَلَا تعُودُوھُم وَ اِن مَاتُوا فَلَا تَشھَدُوھُم
Ya'ani Na Unke Paas Na Baitho, Na Unke Saath Khaao, Na Unke Saath Piyo, Na Unse Shaadi Biyah Karo aur Jab Woh Mareez Hon to Unki Iyaadat Na Karo aur aur Agar Woh Marein to Unke Janaaza Par Na Jao.
[Fatawa E Mustafwiyah, Pg. 563]
Post Written By
Nabeera E Sarkar Ala Hazrat Shehzade Sarkar Qamarul Aulma Alierrehma Hazrat Maulana Umar Raza Khan Qadri Razvi Noori Maddzillahu Aali
Barely Sharif

No comments:
Post a Comment