Isaale Sawab:
Post :9
Hadees Sharif No: 9
Jo Qabristan Me 11 Martaba Surah
Ekhlaas Padhke Tamam Ahle Qaboor Ko Isaale Sawab Karde To Sabke Barabar Isaale Sawab Karne Ka Azr Karnewaale Ko Milega”
(Jami' Jawami' Al-Suyuti, Volume 08 Page : 280, Hadees : 23102)
Agar Itni Daleel Dene Ke Bawazood Bhi Kisiko Fatiha Haraam Lagti Hai To Wo Yaha Gour Kare.
"Tum Farmaao Laao Apne Wo Gawaah Jo Gawahi De Ki ALLAH Ne Use Haraam Kiya”
(Surah Anam, Para 7, Aayat 150, Tarzuma Kanzul Imaan)
Hadees Sharif No: 10
“Hazrat Umar Bin Khattab Radiallahu Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya
"Aamaal Ka Daaromadaar Niyyat Par Hai Aur Har Shakhs Ke Liye Wahi Hai Jiski Usne Niyyat Ki."
(Sahi Al Bukhari, Volume : 01,Kitab Ul Imaan, Hadees : 54)
Hadees Sharif No: 11
Nabi-E-Karim Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya, "Musalmaan Ki Niyyat Uske Amal Se
Behtar Hai”
(Al Majmaul Kabir Lil Tabrani Volume : 06, Page : 180, Hadees : 5942)
To Be Continued.......

No comments:
Post a Comment