Isaale Sawab:
Post 3
In Aayato Me ALLAH Ne Musalmano Ke Is Dua Ko Bataur-E-Tareef Bayan Farama Raha Jo Musalman Apne Guzre Hue Musalman Bhaiyo Ke Liye Dua-E-Bakshish-O-Magfirat Maag Rahe Hai Agar Wisal Ho Chuke Logo Ko Zindo Se Koi Nafa Na Pahuchta To Quran Hargeez Usko Bataur Tareef-O-Istehsan Bayan
Na Karta Dua To Ek Shaks Ne Maanga Par Iska Faida Sabko Pahucha Khwah Wo Zindo Ho Ya Murda.
"Tera Rab Khoob Janta Hai Kaun Bahka Hai Uski Raah Se Aur Wo Khoob Janta Hai Hidayatwalo Ko To Khao Us Me Se Jis Par ALLAH Ka Naam Liya Gaya Agar Tum Uski Aayate Mante Ho
Aur Tumhe Kya Hua Ki Tum Unme Se Na Khao Jis Par ALLAH Ka Naam Liya Gaya"
(Sure An'aam, Para-7, Aayat 117,118,119, Ruku 14, Tarzuma Kanzul Imaan)
Ye Aayat Se Khoob Roshan Hao Gaya Ki Fatiha Jaiz Hai. ALLAH TA'ALA Khud Quran-E-Kareem Me Farma Raha Hai Ki Khao Jis Par ALLAH Ka Naam Liya Gaya. Ab Aap Hi Faisla Karle. Hum Fatiha Me Kya Padhte Hai? Sure Fatiha, Sure Ikhlas, Sure Kousar, Sure Qadr, Sure Naas, Aayatul Qursi, Sure Lahab, Durood Shareef Aur Bhi Kai Sure Ki Tilawat Karte Hai. Ab Koi Agar Kehde Ke Fatiha Ka Khana HARAAM Hai. Mazallah To Kya Wo Musalman Raha? Kise Haraam Bol Raha Hai. Jis Par Kalaam-E-Ilaahi Ki Tilawat Ki Gayi Ho Wo Kaise Haraam Ho Sakta Hai?
Ab Aaiye Hum Hadees Shareef Ki Roshni Me Isaale Sawab Par Nazar Dale.
To Be Continued......

No comments:
Post a Comment