'Zaroori Hidayaat'
Post 1
1. "Mazhab E Ahlesunnat Wa Jama'at Par Qayim Rahein Jis Par Ulama E Harmain Shareefain Hain, Sunniyon Ke Jitne Mukhalif Maslan Wahabi, Deobandi, Raafzi, Tableeghi,
Maudoodi, Naturi, Ghair Muqallid, Qaadiyaani Waghairahum Hain Sabse Juda Rahein Aur Sabko Apna Dushman Aur Mukhalif Jaanein, Unki Baat Na Sunein, Unke Paas Na Bathein, Unki Koi Tehreer Na Dekhein K Shaitan Ko Ma'az ALLAH Dil Mein Waswasa Daalte Der Nahin Lagti, Aadmi Ko Jahan Maal Ya Aabroo Ka Andesha Ho Hargiz Na Jayega, Deen O Imaan Sabse Azeez Cheez Hain, Unki Muhafizat Mein Had Se Zyada Koshish Farz Hai, Maal Aur Duniya Ki Izzat Duniya Ki Zindagi Duniya Hi Tak Hai, Deen O Imaan Se Hameshgi Ke Ghar Mein Kaam Padta Hai, Unki Fikr Sabse Zyada Laazim Hai."
> {Shajrah E Aaliyah Qadriyah Barkaatiyah Razviyah}
Post Written By
Nabeera E Sarkar Ala Hazrat Shehzade Sarkar Qamarul Aulma Alierrehma Hazrat Maulana Umar Raza Khan Qadri Razvi Noori Maddzillahu Aali.

No comments:
Post a Comment