🌹Hadees Sharif🌹
"عن ابى هريرة قال قال رسول الله صلى الله عليه وسلم نحن الاخرون السابقون يوم القيمة بيد انهم اوتوالكتب من قبلنا اوتينه من بعدهم ثم هذا يومهم الذى فرض عليهم يعنى يوم الجمعة فاحتلفو فيه فهدانا الله له والناس لنا فيه تبع اليهود غدا و النصارے بعد غد" (متفق عليه)
Hazrat Abu Huraira (Radi ALLAHU TA'ALA Anhu) Se Rivayat Hai
Farmaate Hain RasoolULLAH (SalALLAHU Alaihi Wasallam) Ne Farmaya (Zamana Aur Paidaish Ke Aitbaar Se) Hum Sabke Peechhe Hain Aur Qayamat Ke Roz Sabse Aage Honge, Ma Siwa Iske K Unhein Humse Pehle Kitab Di Gayi Aur Humein Unke Baad Di Gayi, Phir Yeh Din Yaani Jumu'ah Ka Din Unka Bhi Din Tha Jo Unpar Fard Kiya Gaya Tha, Woh Ismein Ikhtilaaf Kar Baithe, Humein ALLAH Ne Iski Hidayat De Di, Ismein Log Hamare Taabe' Hain Yahoodi kal Mein Aur Issayi Parson Mein .
(Mishkawaat Shareef, Pg. 119)

No comments:
Post a Comment