AADAAB E MASJID: PART 4
Continued Post....
(21-22) Masjid Mein Jaate Nikalte Huzur Sayyid E Aa'lam SalALLAHU Ta'ala Alaihi Wasallam Par Salaam Arz Karunga, *بسم اللہ الحمد للہ و السلام علی رسول اللہ*
(23-24) Dukhool O Khurooj Mein Huzur Wa Aal E Huzur Wa Azwaaj E Huzur Par Durood Bhejunga K, *اللہم صل علی سیدنا محمد و علٰی آل سیدنا محمد و علٰی ازواج سیدنا محمد*
(25) Bimaar Ki Mizaaj Pursi Karunga.
(26) Agar Koi Ghami Wala Mila, Ta'ziyat Karunga.
(27) Jis Musalman Ko Chheenk Aayi Aur Usne الحمد للہ Kaha, Use یرحمک اللہ Kahunga.
(28-29) Amr Bil_Ma'roof Wa Nahi Anil_Munkar Karunga.
(30)*Namaziyon Ke Wuzu Ko Paani Dunga.
(31-32) Khud Mo'azzin Hai Ya Masjid Mein Koi Muqarrir Nahin To Niyat Kare K Azaan O Iqaamat Kahunga, Ab Agar Yeh Kehne Na Paaya Doosre Ne Keh Di, Taham Apni Niyat Par Azaan O Iqaamat Ka Sawab Pa Chuka, *فقد وقع اجرہ علی اللہ ـ*
(33) Jo Rah Bhoola Hoga Raasta Bataunga.
(34) Andhe Ki Dastgeeri Karunga.
(35) Janaza Mila To Namaz Padhunga.
(36) Mauqa Paaya To Saath Dafan Tak Jaunga.
(37) Do Musalmanon Mein Nazaa' Huyi To Hat'tal Wasa' Sulah Karunga.
(38-39) Masjid Mein Jaate Waqt Dahine Aur Nikalte Waqt Bai'yen Pa'un Ki Taqdeem Se Ittiba' E Sunnat Karunga.
(40) Rah Mein Jo Likha Hua Kaghaz Paunga Utha Kar Adab Se Rakh Dunga *الی غیر ذالک من نیتان کثیرۃ ـ*
To Dekhiye K Jo In Iraado(n) Ke Saath Ghar Se Masjid Ko Chala Woh Sirf Hasna E Namaz Ke Liye Nahin Jaata Balki In Chaalees Hasnaat Ke Liye Jaata Hai To Goya Uska Yeh Chalna Chaalees Taraf Chalna Hai Aur Har Qadam Chaalees Qadam, Pehle Agar Har Qadam Ek Neki Tha Ab Chaalees Nekiyan Hoga.
Post Completed
Post Written By
Nabeera E Sarkar Ala Hazrat Shehzade Sarkar Qamarul Aulma Alierehma Hazrat Maulana Umar Raza Khan Qadri Razvi Noori Maddzillahu Aali.

No comments:
Post a Comment