Wazu Ka Bayan ; 【Part~ 14】
🌕WUZU KE MUSTAHHAB
✳TAMBEEH
💠Bahut se log aisa karte
hain ki Naak, Aankh, Ya Bhawon par
chullu daal kar saare muh par fer lete hain aur yeh samajhte hain ki muh dhul gaya halanki pani upar chadna koi ma'ani nhi rakhta is tarah dhone me muh nhi dhulta aur wuzu nhi hota,
♻2no hatho se muh dhona, hath paa'on dhone me ungliyon se shuru karna,
chehre aur hath paao'n ki roushnee wasee'a karna yani jitni jagah par pani
bahana farz hai uske aas paas kuch badhana jaise aadhe baazu aur aadhi pindali tak dhona,
💠Sar ka masah ka
mustahab tareeqa yeh hai ki anguthe aur kalime ki ungliyon ke siwa ek hath ki baqi 3 ungliyon ka sira dusre hath ki 3 ungliyon se milaye aur peshaani ke baal ya khaal par rakh kar guddi tak is tarah le jayein ki hatheliyaan sar se juda rahein wahan se hatheliyon se masah karta wapas layein aur kalime ki ungli ke pet se kaan ke androoni hisse ka masah karein aur anguthe ke pet se kaan ki
berooni satah (bahri hissa) ka aur ungliyon ki pusht se gardan ka masah karna,
♻Har uzw dhokar us par hath fer dena chahiye ki bunde badan ya kapde par na tapkein, khas kar jab masjid me jana ho ki qatron k masjid me tapakna makroohe tahreemi hai
💠Bahut bhari bartan se kamzor aadmi wuzu na kare q ki be ehtiyati se pani na girega, zubaan se kah lena ki wuzu karta huin har uzw ke dhote ya masah karte waqt wuzu ki niyat ka hazir rahna
📜Bahare shariat
🎯CONTINUE
✳ طالِبِ دُعا:-
BAHAR E SHARIAT WRITTER MUSANNIF:(SARKAR SADARUSHARIAH MUFTI AMJAD ALI QADRI RAZVI RADIALLAHU TALA ANHU)

No comments:
Post a Comment