*๐Ÿ’MANQABAT SHARIF๐Ÿ’*

_KALAM E HUZOOR TAJJUSHARIAH_

 *【MANQABAT DAR SHAAN E HUZUR SADRUL ULMA ALIERREHMA】*

๐Ÿ”˜๐ŸŒฟ๐Ÿ”˜๐ŸŒฟ๐Ÿ”˜๐ŸŒฟ๐Ÿ”˜๐ŸŒฟ๐Ÿ”˜๐ŸŒฟ

```Gulzar E Hasan Ka Gul E Rangeen Ada Hai,
Tehseen Raza Waqa'i Tehseen Raza Hai```.


๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน

```Tauseef Mein Uski Jo Kahun Usse Siwa Hai,
Tehseen Raza Waqa'i Tehseen Raza Hai```.

๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน
```Naam Uska Bahut Khoob Hai, Khud Uski Sana Hai,
Tehseen Raza Waqa'i Tehseen Raza Hai```.

๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน
```Rehmani Zia'on Ki Rida Mein Woh Chhupa Hai,
Tehseen Raza Sarhad E Tehsee(n) Se Wara Hai```.

๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน
```Ab Aql Ki Parwaaz Use Chhoo Nahin Sakti,
Tehseen Raza Aisi Bulandi Ka Sama Hai```.

๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน

```Firdaus Ke Baaghon Se Idhar Mil Nahin Sakta,
Woh Maalik E Jannat Ki Muhabbat Mein Guma Hai```.

๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน

```Sidra Se Koi Poochhe Zara Uski Bulandi,
Woh Rutba E Baala Mere Tehsee(n) Ko Mila Hai.```

๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน

๐Ÿ“  *Huzur Tajushshariyah.*
*Madda Zilluhul Aali*

๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน๐ŸŒน

No comments:

Post a Comment