*Post No:2*

*_Jammat Se Namaz Padne  Ki Fazilat_*
Tajdar e Madina Huzoor e Purnoor Janabe Muhammadur Rasoolullah Sallalahu Tala Alaihi Wa Sallam Ke Farman E Aaqdas....

_Hadees Shareef_


*Ek Sahabhi Abdullah Bin Umme  Maktoom Ne Arz Ki Ya Rasoolullah Madine Me Muzi Janwar(Takleef Dene Wale Bahot Hai)Aur Me Anhko Ka Andha Hu To Kya Me Ghar Pe Hi Namaz Pada Karu..?Sarkar Ne Irshaad Farmaya *Haiyya La's Salah & Haiyya Lal Falah Sunte Ho...?*
*Arz Ki Ha!*
_Farmaya Phir Hazir Ho_

```{Sunane Nisai,Kitabul Imamah,Hadees No:878}```
*Mamuli Si Baat Ya Uzr Ki Bina Par Masjid Me Jane Aur Jammat Se Mehroom Rahne Wale Hazraat Ibrat Hasil Kare.*

_Hadees Shareef_

*Jisse Ye Accha Maloom Ho Ke Kal Allah Se Islaam Ki Halat Mile(Musalman Ho Kar Mile),Use Chahiye 5wo Namazo Ki Muhafizat Kare*
(Namaze Panjagana Ba Jammat Pade)

```{Sahi Muslim,Hadees No:257}```

_Hadees Sharif_

*Jo Allah Ke Liye 40 din Ba Jammat Namaz Pade(5wo Waqt Ki)Is Tarah Ki Takbir e Oola(Imaam ki Pheli Takbeer)Na Chute Uske Liye 2 Bar'aten(Azadiyan)Hai*
*1)Naar Se(Dozhak Se)*
*2)Nifaq se(Munafiq Hone Se)*

```{Jame Tirmizi ,Hadees No:241}```

*```(ISLAAMI ZINDAGI)```*


_Allah Azzawajjal Ki Bargah Me Dua Hai Lihkne Me Koi Galti Hui Ho Kaisi Bhi Use Maaf Farmaye Hume Deeni Khidmat Pesh Karne Ki Taufeeq Ata Farmaye_


Share By~~~
_AZHARI MISSION TEAM_



Join Our Whatsap Group
~~~~~Azhari Mission~~~~

Atiq Husain Khan Qadri Chisty
Number: +966 50 797 6248

Mubasshir Qadri Razvi Noori
Number: +91 9167076626

No comments:

Post a Comment