【Part :03 】🌐HAA HUM SUNNI HAI🌐

______________________________________

☀AAYAT KI TAFSEER JUBAN E RISALAT SE ☀


💟 Jis waqt Syed e Aalam Sallallaho Alaih Wasallam ne ye Aayat sahaba e kiram رضی اللّه عنہ k samne padhi to Hazrat Abdullah Bin Umar رضی اللّه عنہ is ki tafseer k bare me kehte he ki.. Rasoolullah Sallallaho Alaih Wasallam ne jo is ki tafseer apni juban mubarak se ki wo is tarah thi...
⏪ تبیضُّ و جوہُ اھلِ سُنّٙةُ



" QAYAMAT K DIN AHLE SUNNAT K CHEHRE SAFED HONGE "

⏪و تسودُّ و جوہُ اھلِ البِدعةِ

" OR QAYAMAT K DIN AHLE
BIDDAT K CHEHRE SIYAAH HONGE "

📖 Durre Mansoor, Jild 2, Safa 291


🔰 Syed e Aalam Sallallaho Alaih Wasallam se sanad k sath is tafseer ko riwayat kiya gya he or Hazrat Abdullah Bin Umar رضی اللّه عنہ Sallallaho Alaih Wasallam se sun kar bata rahe he ki...

❤ Quran Majid me jo Allah ta'ala ne farmaya he ki qayamat k din kuch logon k chehre chamak rahe honge to ye AHLE SUNNAT WAL JAMAAT k chehre honge jab dusre logon k chehro k chirag gul ho chuke honge or wo murjha chuke honge is waqt bhi allah ta'ala in chehro ko gulab jesi mahak ataa farmayega

🔰 HAZRAT ABDULLAH BIN ABBAAS رضی اللّه عنہ KA QAUL

Hazrat Abdullah Bin Abbaas رضی اللّه عنہ ka qaul he wo bhi kehte he...

" QAYAMAT K DIN AHLE SUNNAT WAL JAMAAT K CHEHRE SAFED HONGE "

📖Durre Mansoor, Jild 2, Safa 291 » ________________________________________
√ Post Written By :-
✍ ABDUL KHALIQUE

No comments:

Post a Comment