FATIHA (ISAALE SAWAB)KARNA JAIZ.
MASJID MEIN JAMA HO KAR QURAN KHWANI BARA E ESALE SAWAB KARNA.
HADITH:
“Hazrat Abu Hurraira رضي الله تعالى عنهse marwi hai Rasulullah صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِne farmaya: Jab kuch log Allah ke ghari mein se kisi ghar mein jama ho kar Quran e Paak ki tilawat karte aur dars wa tadrees mein masroof hote hai to un par sukoon wa itminaam utarta hai. Rehmat unhe dhaanp leti hai aur Farishte unhe gher lete hai. Aur Allah apni khaas majlis mein unka zikr farmata hai.”
[¤ SAHIH MUSLIM
¤ NAWAWI – RIYAZUL SWALIHEEN, JILD 2,PG 62]
¤ Shaykh Abdul Haq Muhaddis Dehlwi farmate hai: Mayyat ke liye quran ka Esale sawab karne aur use sawab phohchane mein sahi qual yeh hai ki sawab phohchta hai. [¤ ASH AT UL LAMAT SHARAH MISHKAAT AL MASABI, JILD 1]
FATIHA MEIN MARHOOM KE LIYE DUA E MAGFIRAT KARNA BARA E ESALE SAWAB.
HADITH :
” Hazrat Abu Huraira رضي الله تعالى عنهkehte hai ki maut ke baad mayyat ke liye ek darja buland kiya jayega. Woh kahegi Aye Rab yeh kya hai? Pas kaha jayega tere bete ne tere liye bakshih ki dua ki.”
[¤ BUKHARI – AL ADAB UL MUFRAD, 21.22]

No comments:
Post a Comment