Fatiha (Esaale Sawaab)
FATIHA (ESALE SAWAB)
Fatiha asl mein Esale sawab ko kehte hai. Esale sawab ko Ufr e Aam mein Fatiha kaha jata hai. Dono ek hi hai. Kuch ilaaqo mein Esale sawab Fatiha ke naam se mashoor ho gaya hai. Kisi Marhoom ke naam par Esale sawab karne ko Fatiha kaha jata hai. Kisi bhi nek amal jis ke karne se sawaab mile us amal ka sawab marhoom ko pohchana Fatiha (Esale Sawab) hai.
Imam Allama Tahtawi farmate hai:
” Ahle sunnat ke nazdeek yeh jaiz hai ki koi insaan apne amal ka sawab kisi gair ko phochaye khwa woh amal namaz ho ya roza ya hajj ya sadka wa kahirat ho ya tilawat e quran ya zikr ya uske alawa nek amaal mein se koi bhi amal ho. Aur un amaal ka sawab mayyat ko phochta hai aur use fayda bhieta hai. [¤ HASHIYA AL TAHTAWI ALA MARAQI AL FALAH:376]
SAHIH HADITH :
“Hazrat Aisha رضي الله عنها bayan farmati hai ki , Ek shaks ne Huzoor صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ se arz kiya ki meri Maa achanak faut (inteqaal) ho gayi aur mera gumaan hai ki agar woh kuch baat kar sakti to sadqa karti. Agar mein un ki taraf se kuch sadqa kar du to kya unko Ajr (sawab) milega? Aap صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِne farmaya , HAAN!.”
[¤ SAHIH BUKHARI, KITAB UL JANAIZ,JILD1;
¤ SAHIH MUSLIM, KITAB UL ZAKAT;
¤ SUNAN ABU DAWOOD, KITAB UL WASAYA;
¤ SUNAN NASAI, KITAB UL WASAYA]

No comments:
Post a Comment